WHY Snake Dreams in Christ
Sapne mein saamp ka dikhna ya attack hona aksar is baat ka prateek hota hai ki shaitan aapke vishwas ko, aapki shanti ko, aur aapke raste ko bhatkane ki koshish kar raha hai, kyunki woh janta hai ki aap Khuda ke kareeb hain.
Jhooth ka baap (Father of Lies): Yuhanna (John) 8:44
Bhaiyon par dosh lagane wala (Accuser of Brethren): Prakatavakya (Revelation) 12:10
Gumrah karne wala (Deceiver): Prakatavakya (Revelation) 12:9
Aarambh se hatyara / Qatl karne wala (Murderer from the beginning): Yuhanna (John) 8:44
Sangti Par Dhyan Dein: Kahi Aap Aise Logon ke Saath SANGTI MEN Toh Nahi Jo AJJJ BHI MUSA KI SHARIAT PURANA AHAD NAMA DUS HUKAMO KI SHIKSHA GUNAH OR MAUT KE AHAD KI MANADI KAR RAHEN HAIN Shariat aur Bandhan ki Manadi KaR RAHEN HAIN .,
Jab koi vyakti Eeman ke Kalam (Word of Faith) ko chhodkar wapas Shariat ke niyam-kaanoon par chalta hai, WUH ATMA SE JISM KI OR PHIR JATA HAI .,
Maut ka Dank Paap Hai, aur Paap ka Zor Shariat Hai
Shariat (Law) paap ko mitati nahi, balki paap ko aur zyada prakat aur bada bana deti hai. Isliye Shariat ko "maut aur dosh lagane wala ahd" kaha gaya hai, jabki Masih ka Ahd Aatma aur Zindagi dene wala hai.
Yúhanná 5
: 45 Yih na samjho ki maiṉ Báp se tumhárí shikáyat karúṉgá: tumhárí shikáyat karnewálá to hai, yaʻní Músá, jis par tum ne ummed lagá rakkhí hai.
1 Krinthiyon (1 Corinthians) 15:56"Maut ka dank paap hai, aur paap ka bal (zor) Vyavastha (Shariat) hai."
Romiyon (Romans) 7:7-8, 13"Toh hum kya kahein? Kya Vyavastha paap hai? Kadapi nahi! Parantu bina Vyavastha ke main paap ko nahi pehchanta... taaki paap Vyavastha ke dwara ati-akarmai (bahut hi ghinauna/makrooh) thehre."
1. Pehle Khud Ko Parakhein: Kya Aap Anugrah aur Eeman Se Gir Toh Nahi Gaye?
Galatiyon (Galatians) 3:11-12
"Parantu yeh baat spasht hai ki Vyavastha ke dwara Parmeshwar ke yahan koi dharmi nahi theharta, kyunki 'Dharmi manushya eeman (viswas) se jeevit rahega.' Aur Vyavastha ka viswas (eeman) se koi sambandh nahi hai..."
Galatiyon (Galatians) 5:4
"Tum jo Vyavastha (Shariat) ke dwara dharmi theharna chahte ho, Masih se alag ho gaye ho; tum anugrah (grace) se gir gaye ho."
2. Calling aur Aatmik Yuddh (Spiritual Attack)
Kyun aate hain aise sapne? Jab aap Parmeshwar ke vachan mein majboot hote hain ya kisi badi aatmik calling ki taraf badhte hain, toh andhere ki taaqatEN (darkness forces) KANPNA SHURU HO JATI HAIN
TO PEHLA PAIMANA, HAI PARAMETTER ,HAI SATAGE , LEVEL HAI JO
Paidáish 49
:17Dán ráste ká sáṉp hai,
Wuh ráhguzar ká afa‘í hai,
Jo ghoṛe ke ‘aqab ko aisá ḍastá hai
Ki us ká sawár pichháṛ khákar gir paṛtá hai.
JaisE BAG E ADAN mein saamp ka maqsad sirf dhokha dena aur Khuda ke hukam se bhatkana tha, waise hi aaj bhi shaitan unhi logon ko zyada nishana banata hai jo Khuda ki calling (bulaahat) mein hain aur Masih mein rastbaaz (righteous) jeevan jee rahe hain.
Shaitan ka hathiyar: Shaitan kabhi seedhe saamne nahi aata; woh hamesha shaq paida karta hai, jaise usne poocha tha—"Kya sachmuch Khuda ne yeh kaha hai?" (Utpatti 3:1). Jab koi vyakti Vachan par chalne ki koshish karta hai, toh shaitan usey gumrah karne ke liye aisi chaalein chalta hai.
2 Kurinthíoṉ 11
: 3Lekin maiṉ ḍartá húṉ, kahíṉ aisá na ho ki jis tarah sáṉp ne apní makkárí se Hawwá ko bahkáyá, isí tarah tumháre ḳhayálát bhí us ḳhulús aur pákdámaní se haṭ jáeṉ, jo Masíh ke sáth honí cháhiye.
14Aur kuchh ʻajab nahíṉ, kyúṉki Shaitán bhí apne áp ko núrání firishte ká hamshakl baná letá hai. 15Pas agar us ke ḳhádim bhí rástbází ke ḳhádimoṉ ke hamshakl ban jáeṉ, to kuchh baṛí bát nahíṉ: lekin un ká anjám un ke kámoṉ ke muwáfiq hogá.
Matí 24
: 24Kyúṉki jhúṭhe Masíh aur jhúṭhe nabí uṭh khaṛe hoṉge, aur aise baṛe nishán aur ʻajíb kám dikháeṉge, ki agar mumkin ho, to barguzídoṉ ko bhí gumráh kar leṉ.
1 Tímuthiyus 4
1Lekin Rúh sáf kahtí hai, ki áyanda zamánoṉ meṉ baʻz log, gumráh karnewálí rúhoṉ aur shayátín kí taʻlímoṉ kí taraf mutawajjih hokar, ímán se bargashta ho jáeṉge. 2Yih un jhúṭhe ádmíoṉ kí riyákári ke báʻis hogá, jin ká dil goyá garm lohe se dágá gayá hai; 3
1 Yúhanná 4
1Ai ʻazízo, har ek rúh ká yaqín na karo, balki rúhoṉ ko ázmáo, ki wuh Ḳhudá kí taraf se haiṉ yá nahíṉ; kyúṉki bahut se jhúṭhe nabí dunyá meṉ nikal khaṛe húe haiṉ.
1 Patras (1 Peter) 5:8"Sachet raho aur jaagte raho, kyunki tumhara virodhi shaitan garajte hue sinh ki nai is khoj mein rehta hai ki kise phaad khaaye."
2. Apne Aap ko Parakhna aur Sachet Rehna
1 Krinthiyon (10:12)"Isliye jo samajhta hai ki main sthir hoon, woh chaukas rahe ki kahin gir na pade."
1 Yúhanná 4
:4Ai bachcho, tum Ḳhudá se ho, aur un par gálib á gaye ho; kyúṉki jo tum meṉ hai, wuh us se baṛá hai jo dunyá meṉ hai. 5Wuh dunyá se haiṉ, is wáste dunyá kí sí kahte haiṉ, aur dunyá un kí suntí hai. 6Ham Ḳhudá se haiṉ: jo Ḳhudá ko jántá hai, wuh hamárí suntá hai; jo Ḳhudá se nahíṉ, wuh hamárí nahíṉ suntá. Isí se ham haqq kí rúh aur gumráhí kí rúh ko pahchán lete haiṉ.
DUSRA SAPNE MEN SANP KE AINE KA PAKRKASHAN HAI ,.
jab HUM Khuda aur Uske CHUNE HOYE khadim (leader) ke khilaf shikayat aur budbudahat (complaining and grumbling) karte hain, toh kya hota hai.
saamp ka dasna (snake bite) is baat ka bhi nishaan hai ki jab koi Khuda OR KHUDA KE CHUNE HOYE ke khilaf shikayat karta hai,
गिनती 21
: 4फिर उन्होंने होर पहाड़ से कूच करके लाल समुद्र का मार्ग लिया कि एदोम देश से बाहर बाहर घूमकर जाएँ; और लोगों का मन मार्ग के कारण बहुत व्याकुल हो गया। 5इसलिये वे परमेश्वर के विरुद्ध बात करने लगे, और मूसा से कहा, “तुम लोग हम को मिस्र से जंगल में मरने के लिये क्यों ले आए हो? यहाँ न तो रोटी है, और न पानी, और हमारे प्राण इस निकम्मी रोटी से दु:खित हैं।” 6अत: यहोवा ने उन लोगों में तेज विषवाले* साँप भेजे, जो उनको डसने लगे, और बहुत से इस्राएली मर गए। 7तब लोग मूसा के पास जाकर कहने लगे, “हम ने पाप किया है क्योंकि हम ने यहोवा के और तेरे विरुद्ध बातें की हैं; यहोवा से प्रार्थना कर कि वह साँपों को हम से दूर करे।” तब मूसा ने उनके लिये प्रार्थना की। 8यहोवा ने मूसा से कहा, “एक तेज विषवाले साँप की प्रतिमा बनवाकर खम्भे पर लटका; तब जो साँप से डसा हुआ उसको देख ले वह जीवित बचेगा।” 9अत: मूसा ने पीतल का एक साँप बनवाकर खम्भे पर लटकाया; तब साँप के डसे हुओं में से जिस जिस ने उस पीतल के साँप की ओर देखा वह जीवित बच गया।
यूहन्ना 3
: 14और जिस रीति से मूसा ने जंगल में साँप को ऊँचे पर चढ़ाया, उसी रीति से अवश्य है कि मनुष्य का पुत्र भी ऊँचे पर चढ़ाया जाए; 15ताकि जो कोई उस पर विश्वास करे वह अनन्त जीवन पाए।
यहूदा 1
: 9परन्तु प्रधान स्वर्गदूत मीकाईल ने, जब शैतान से मूसा के शव के विषय में वाद–विवाद किया, तो उसको बुरा–भला कहके दोष लगाने का साहस न किया पर यह कहा, “प्रभु तुझे डाँटे।” 10पर ये लोग जिन बातों को नहीं जानते उनको बुरा–भला कहते हैं, और जिन बातों को अचेतन पशुओं के समान स्वभाव ही से जानते हैं, उनमें अपने आप को नष्ट करते हैं 11In par afsos hai! ki yih Qayin kí ráh par chale, aur mazdúrí ke liye baṛí hirs se Bilʻám kí sí gumráhí iḳhtiyár kí, aur Qorah kí tarah mu-ḳhálafat karke halák húe.,
Jab Shaul Daud ki jaan lene ke liye usey dhoondh raha tha, tab Shaul us gufa mein aaya jahan Daud aur uske aadmi chhupe hue the. Daud ke aadmiyon ne kaha ki "Yeh wahi din hai jiske baare mein Khuda ne kaha tha ki dushman ko tere haath mein kar dunga, tu jo chahe kar."
Lekin Daud ne sirf Shaul ke kurte ka kona kaata, aur uske baad Daud ka dil bhi usey koshne laga.
1 Samuel 24:6"Daud ne apne aadmiyon se kaha, 'Khuda na kare ki main apne swami ke saath jo Khuda ka mamsuh (anointed of the Lord) hai aisa kaam karoon, ki us par apna haath chalaoon; kyunki woh Khuda ka mamsuh hai.'"
1 Samuel 26:9-10
"Daud ne Abishai se kaha, 'Usey na maar; kyunki Khuda ke mamsuh par haath chala kar kaun nirdosh thehar sakta hai?' Daud ne yeh bhi kaha, 'Jitna sach Khuda jeevit hai, Khuda hi usey maarega; ya toh uska marne ka din aa jayega, ya woh yuddh mein jaakar nasht ho jayega.'"
1 Krinthiyon (1:5 / 4:5)
"Isliye samay se pehle kisi baat ka nyay na karo, jab tak Prabhu na aaye..."
. Romíoṉ 12
: 19Ai ʻazízo, apná intiqám na lo; balki gazab ko mauqaʻ do; kyúṉki yih likhá hai, ki Ḳhudáwand kahtá hai; Intiqám lená merá kám hai, badla maiṉ hí dúṉgá.
Ginti (Numbers) 14:18 / Bhajan Sanhita (Psalm) 7:11"Parmeshwar sacha nyay karne wala hai..."
Prakatavakya (Revelation) 16:7"Haan, he Sarvashaktiman Prabhu Parmeshwar, tere nyay satchhe aur theek hain."
Ḳhurúj 7
: 8Aur Ḳhudáwand ne Músá aur Hárún se kahá, 9ki Jab Fir‘aun tum ko kahe, ki Apná mu‘jiza dikháo, to Hárún se kahná, ki Apní láṭhí ko lekar Fir‘aun ke sámne ḍál de, táki wuh sáṉp ban jáe. 10Aur Músá aur Hárún Fir‘aun ke pás gaye, aur unhoṉ ne Ḳhudáwand ke hukm ke mutábiq kiyá: aur Hárún ne apní láṭhí Fir‘aun aur us ke ḳhádimoṉ ke sámne ḍál dí aur wuh sáṉp ban gayí. 11Tab Fir‘aun ne bhí dánáoṉ aur jádúgaroṉ ko bulwáyá, aur Misr ke jádúgaroṉ ne bhí apne jádú se aisá hí kiyá. 12Kyúṉki unhoṉ ne bhí apní apní láṭhí sámne ḍálí, aur wuh sáṉp ban gayíṉ, lekin Hárún kí láṭhí un kí láṭhiyoṉ ko nigal gayí.
'Dekho, maiṉ ne tum ko iḳhtiyár diyá, ki sáṉpoṉ aur bichchhúoṉ ko kuchlo, aur dushman kí sárí qudrat par gálib áo; aur tum ko hargiz kisí chíz se zarar na pahuṉchegá. '
Lúqá 10:19
Romíoṉ 16
: 20 Aur Ḳhudá, jo itmínán ká chashma hai, Shaitán ko tumháre páṉwoṉ se jald kuchalwá degá.
Hamáre Ḳhudáwand Yisúʻ Masíh ká fazl tum par hotá rahe.

Comments